Mera naam Iffat hai aur main AJK se hun. Mujhe khana banane ka bohot shauq hai. 


"Iffat Kitchen Recipes" pe main apni Ammi aur Dadi ke purane tareeqay aur apni khud ki asaan recipes share karti hun. Mera maqsad hai ke har koi kam saman aur kam time mein ghar ka mazedar khana bana sakay. 


Koi sawal ho to comments mein pooch lein. Shukriya ❤️

Comments

Popular posts from this blog

Peshawar ki Mashoor chicken karahi Recipe | Ghar pe Banane Ka Asaan Tarika

5 Min Mein Saalan Taiyyar 😱 Ghar Mein Sabzi Na Ho To Ye Banao!

Bazar Walay 250 Rupay Lut Tay Hain | Ghar Pe 10 Rupay Mein Dahi Bhallay